Mirza Ghalib's 221st birth anniversary: 10 shayaris that will touch your soul

  • Facebook
  • Twitter
  • Reddit
  • Flipboard
  • Email
  • WhatsApp
Remembering Mirza Ghalib on his 221st birth anniversary
Remembering Mirza Ghalib on his 221st birth anniversary

New Delhi : Mirza Galib, a famous Urdu poet is known for his writing pieces that are still fresh and touches million of souls. On the 221st birth anniversary of Ghalib, we'd like to share some famous writing pieces by the poet as a mark of respect to him. 

Before this, we would share a brief about Mirza Ghalib who was born on December 27, 1797. His original Takhallus (pen-name) was Asad, drawn from his given name, Asadullah Khan. At some point early in his poetic career he also decided to adopt the pen-name of Ghalib (meaning all conquering, superior, most excellent). At some places in his poetry Ghalib also used the pen name of Asad Ullah Khan. The poet died in Delhi on February 15, 1869. 

Here are some famous shayaris by Mirza Ghalib which still enlighten humans and calm their soul.

"Umar bhar Ghalib

Yeh hi bhool karta raha

Dhool Chehre pe thi

Aur aina saaf karta raha"

 

"Kuch iss tarah

Mene zindagi ko aasaan kar liya

Kisi se maafi maang li

Kisi ko maaf kar diya"

 

"Haathon ki lakeeron pe

Mat ja ae Ghalib

Naseeb unke bhi hote hai

Jinke haath nahi hote"

 

"Naa tha kuch toh khuda tha

Kuch naa hota toh khuda hota

Duboya mujhko hoe ne

Naa hota mai toh kya hota"

 

"Hazaaron khwahishein aisi

Ki har khwahish pe dum nikle

Bhaut nikle mere armaan

Lekin phir bhi kum nikle"

 

"Manzil milegi

Bhatak kar hi sahi

Gumraha toh woh hai

Joh ghar se nikle hi nahi"

 

"Iss saadgi pe

Kaun na mar jaaye ae khuda

Ladte hai aur haath mai

Talwaar bhi nahi"

 

"Unke dekhe se

Joh aa jaati hai muh par raunak

Woh samajhte hai ki

Bimaar ka haal acha hai"

 

"Humko maloom hai

Jannat ki haqeeqat lekin

Dil ke kuch rakhne ko Ghalib

Yeh khyal acha hai"

 

"Ishq ne Ghalib

Nikamma kar diya

Varna hum bhi

Aadmi the kaam ke"