Memorable dialogues of Irrfan Khan: A tribute

  • Facebook
  • Twitter
  • Reddit
  • Flipboard
  • Email
  • WhatsApp
Memorable dialogues of Irrfan Khan: A tribute
Memorable dialogues of Irrfan Khan: A tribute

Mumbai : Indian cinema's face in west, Irrfan Khan, has passed away on Wednesday morning in Mumbai. His health deteriorated on Tuesday evening due to colon infection.

He had been battling from tumour since past few months and had returned to Mumbai a couple of months back after receiving the treatment in London. Irrfan Khan is survived by his wife Sutapa and two sons. Yesterday, his spokesperson had confirmed that he has been taken to the ICU and he is recovering.

Here are some of his memorable dialogues:


"Is Desh Mein Angrezi Zabaan Nahi Hai... Class Hai" – Hindi Medium

"Ek France Banda, German Banda Speak Wrong English, We No Problem, Ek Indian Banda Say Wrong English, Banda He Bekaar Ho Jaata Hai Ji" – Hindi Medium

"Asli khoobsurati tareef ki mohtaj nahi hoti... uske liye toh bas aankhon ki wah wah hi kaafi hai" – Karwaan


"Roti huyi aurat pe aur dhood wale pe kabhi bharosa nahi karna chahiye" – Karwaan


"Bachpan mein bacha hamari ungli pakad ke chale hai taake bheed mein kho na jave ... aur jis din woh hamari ungli chhod de ... toh aise laage jaise hum hi kho gaye ho ... par baat bhi hai bhaisaab ... jab talak balak aapki ungli chhodega nahi ... tab talak aake gale kaise lagavega!" – Agrezi medium


"Shauk do tarah ke hove hai ... ek toh woh joh samay ke saath khatam ho jave hai ... aur duja woh joh samay ke saath maqsad ban jave hai. Aadmi ka sapna toot jaata hai na, toh aadmi khatam ho jaata hai"


"Zindagi mein kuch bhi hone se pehle, imaandar hona bahut zaroori hai."


"Chot khaya hua dost dushman se zyada khatarnak hota hai" – Gunday


Yeh saali zindagi – "Ishq ka ek problem hai, agar ek hi lagi toh doosre ki bhi lagni hai kabhi na kabhi"


"Bade sheharo ki hawa, aur chote shehro ka paani, bada khatarnak hota hai" - The Killer